Agar main kahoon lyrics | Lakshya | Alka Yagnik, Udit Narayan | 2004

Agar main kahoon lyrics | Lakshya | Alka Yagnik, Udit Narayan | 2004

Agar Main Kahoon is a hindi song from the 2004 movie Lakshya. Agar Main Kahoon singers are Alka Yagnik, Udit Narayan. Agar Main Kahoon composer is Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan and Agar Main Kahoon lyricist or song writer is Javed Akhtar. Agar Main Kahoon music director is Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan. Agar Main Kahoon features Hrithik Roshan, Preity Zinta, Amitabh Bachchan. Agar Main Kahoon director is and the producer is . The audio of Agar Main Kahoon song was released on 18th June, 2004 by Sony Music.

Agar main kahoon lyrics | Lakshya | Alka Yagnik, Udit Narayan | 2004
Alka ‘Yagnik, অলকা যাজ্ঞিক, অলকা ইয়াগনিক, الکا یاگنک ,अलका याज्ञनिकी, ألكا ياجنيك

 

Agar main kahoon lyrics | Lakshya | Alka Yagnik, Udit Narayan | 2004

Movie: Lakshya
Singers: Alka Yagnik, Udit Narayan
Song Lyricists: Javed Akhtar
Music Composer: Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
Music Director: Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
Music Label: Sony Music

 

Alka Yagnik অলকা যাজ্ঞিক অলকা ইয়াগনিক الکا یاگنک अलका याज्ञनिकी ألكا ياجنيك 26 Agar main kahoon lyrics | Lakshya | Alka Yagnik, Udit Narayan | 2004
Alka’ Yagnik, অলকা যাজ্ঞিক, অলকা ইয়াগনিক, الکا یاگنک ,अलका याज्ञनिकी, ألكا ياجنيك

Agar main kahoon lyrics :

Agar main kahoon mujhe
Tumse mohabbat hai
Meri bas yehi chaahat hai
Toh kya kahogi
Agar main kahoon mujhe
Tumse mohabbat hai
Meri bas yehi chaahat hai
Toh kya kahogi
Main tumse kahoongi
Is baat ko agar tum
Zara aur saja ke kehte
Zara ghooma-phira ke kehte
Toh achcha hota

Agar main kahoon
Tumko jab dekhoon
Lagti ho jaise nayi
Honthh hain pankhadi phool ki
Aankhein jaise jugnu chamke huwe
Soche mera ye dil dhadakte huwe
Agar main kahoon…
Agar main kahoon ye jo chehra hai
Jaise koyi chaand hai toh kya kahogi

Main tumse kahoongi
Mujhko bhoole se bhi
Chaand tum na kaho
Chaand mein toh kayin daag hai
Mujhe phool na kehna
Woh murjhaate hain
Jugnu bhi na kehna
Woh kho jaate hain
Ye baatein puraani hai
Jo mujhko sunaani hai
Kissi aur adaa se kehte
Zara ghooma-phira ke kehte
Toh achcha hota
Agar main kahoon mujhe
Tumse mohabbat hai
Meri bas yehi chaahat hai
Toh kya kahogi

Agar main kahoon
Baatein sunke tumhaari
Main hairaan hoon
Jo bhi kehna hai kaise kahoon
Lagta tumhein kuchh
Bhi achcha nahin
Sach ko bhi kehti ho sachcha nahin

Agar main kahoon..
Agar main kahoon tumhein
Pata nahin hai kyun
Hai pyaar mujhe bhi
Tumse toh kya kahoge
Main tumse kahoonga
Mere dil ka hai ye kehna
Ham ko hai saath mein rehna
Ye dono ke dil mein hai na
Toh phir kyun kehna
Agar main kahoon
Toh main tumse kahoongi.

Alka’ Yagnik born 20 March 1966 is an Indian playback singer who works predominantly in Hindi Cinema. She has been described in the media as one of the most prominent and successful playback singers in Bollywood. In her career spanning over four decades she has recorded over 20000 songs for films and albums in various Indian languages and received several accolades including two National Film Awards, two Bengal Film Journalists’ Association Awards and a record seven Filmfare Awards for Best Female Playback Singer from a record of thirty-six nominations.

Alka Yagnik অলকা যাজ্ঞিক অলকা ইয়াগনিক الکا یاگنک अलका याज्ञनिकी ألكا ياجنيك 61 Agar main kahoon lyrics | Lakshya | Alka Yagnik, Udit Narayan | 2004
Alka ‘Yagnik, অলকা যাজ্ঞিক, অলকা ইয়াগনিক, الکا یاگنک ,अलका याज्ञनिकी, ألكا ياجنيك

 

 

Yagnik is one of the most prolific female playback singers, and has sung a large number of female solos in her Bollywood career.In her career spanning over four decades she has sung songs for more than thousand films and recorded over twenty thousand songs in different Indian languages. Twenty of her tracks feature in BBC’s list of top forty Bollywood soundtracks of all-time She is ranked No.1 on the YouTube’s Music Charts & Insights list of top global artists as of February 2022. She has been on the chart for 283 weeks with 300 million views

Read More :

Leave a Comment