Dil Ne Ye Kaha Lyrics | Dhadkan | Udit Narayan, Alka Yagnik, Kumar Sanu | 2000

Dil Ne Ye Kaha Lyrics | Dhadkan | Udit Narayan, Alka Yagnik, Kumar Sanu | 2000

The Dil Ne Ye Kaha Hai Dil Se lyrics from ‘Dhadkan’, starring Akshay Kumar, Shilpa Shetty and Sunil Shetty in lead roles. Directed by Dharmesh Darshan, the music has been composed by Nadeem – Shravan. The lyrics of Dil Ne Ye Kaha Hai Dil Se has been penned by Sameer.

 

Dil Ne Ye Kaha Lyrics | Dhadkan | Udit Narayan, Alka Yagnik, Kumar Sanu | 2000

Dil Ne Ye Kaha Lyrics | Dhadkan | Udit Narayan, Alka Yagnik, Kumar Sanu | 2000

Lyrics: Dil Ne Ye Kaha Hai Dil Se – Dhadkan Song
Music Director: Nadeem – Shravan
Lyrics: Sameer
Singer: Udit Narayan, Alka Yagnik, Kumar Sanu

 

1614361329 2061982 kumarsanupadamshri 1569064850 Dil Ne Ye Kaha Lyrics | Dhadkan | Udit Narayan, Alka Yagnik, Kumar Sanu | 2000

 

Dil Ne Ye Kaha Lyrics :

Dil ne yeh kaha hai dil se
Mohabbat hogayi hai tumse
Dil ne yeh kaha hai dil se
(dil ne yeh kaha hai dil se)
Mohabbat hogayi hai tumse
(Mohabbat hogayi hai tumse)
Meri jaan mere dilbar,
Mera aitbaar karlo
Jitna beqaraar hoon main,
Khudko beqaraar karlo
Meri dhadka’no ko samjho,
Tum bhi mujhse pyaar karlo

Dil ne yeh kaha hai dil se
Mohabbat hogayi hai tumse
Meri jaan mere dilbar,
Mera aitbaar karlo
Jitna beqaraar hoon main,
Khudko beqaraar karlo
Meri dha’dkano ko samjho,
Tum bhi mujhse pyaar karlo

Aa aa aa aa… (repeat once)

Dil ne yeh kaha hai dil se
Mohabbat hogayi hai tumse

Tum jo kehdo to chaand taron
Ko tod laaoonga main
In hawaaon ko, in ghataaon
Ko mod laaoonga main
Ho, tum jo kehdo to chaand taron
Ko tod laaoonga main
In hawaaon ko, in ghataaon
Ko mod laaoonga main

Kaisa manzar hai meri aankhon mein,
Kaisa ehsaas hai
Paas darya hai door sehra hai,
Phir bhi kyoon pyaas hai

Kadmon mein jahan yeh rakhdoon,
Mujhse aankhen chaar karlo
Jitna beqaraar hoon main,
Khudko beqaraar karlo
Meri dhadk’ano ko samjho,
Tum bhi mujhse pyaar karlo

Dil ne yeh kaha hai dil se
Mohabbat ho gayi hai tum se
(hey, hey hey aah ha haa ha ha…)

Meri yaadon mein,
Mere khwaabon mein roz aate ho tum
Is tarah bhalaa meri jaan mujhe kyoon sataate ho tum

Ho..Meri yaadon mein,
Mere khwaabon mein roz aate ho tum
Is tarah bhalaa meri jaan mujhe kyoon sataate ho tum

Teri baahon se,
Teri raahon se yun na jaaoonga main
Yeh iraada hai,
Mera waada hai laut aaoonga main
Duniya se tujhe churaloon,
Thoda intezaar karlo
Jitna beqaraar hoon main,
Khudko beqaraar karlo
Meri dhad’kano ko samjho,
Tum bhi mujhse pyaar karlo
(Tum bhi mujhse pyaar karlo)

Kaise aankhen chaar karloon,
Kaise aitbaar karloon
Apni dh’adkano ko kaise,
Itna beqaraar karloon
Kaise tujhko dil main dedoon,
Kaise tujhse pyaar karloon

Dil ne yeh kaha hai dil se
(Dil ne yeh kaha hai dil se)
Mohabbat hogayi hai tumse
(Mohabbat hogayi hai tum se)
Meri jaan mere dilbar, mera aitbaar karlo
Jitna beqaraar hoon main, khudko beqaraar karlo
Meri dhadk’ano ko samjho, tum bhi mujhse pyaar karlo
Tum bhi mujhse pyaar karlo

 

Alka Yagnik অলকা যাজ্ঞিক অলকা ইয়াগনিক الکا یاگنک अलका याज्ञनिकी ألكا ياجنيك 30 Dil Ne Ye Kaha Lyrics | Dhadkan | Udit Narayan, Alka Yagnik, Kumar Sanu | 2000
Alka Yagnik, অলকা যাজ্ঞিক, অলকা ইয়াগনিক, الکا یاگنک ,अलका याज्ञनिकी, ألكا ياجنيك

 

Alka Yagnik (born 20 March 1966) is an Indian playback singer who works predominantly in Hindi Cinema. She has been described in the media as one of the most prominent and successful playback singers in Bollywood. In her career spanning over four decades she has recorded over 20000 songs for films and albums in various Indian languages and received several accolades including two National Film Awards, two Bengal Film Journalists’ Association Awards and a record seven Filmfare Awards for Best Female Playback Singer from a record of thirty-six nominations.

Yagnik is one of the most prolific female playback singers, and has sung a large number of female solos in her Bollywood career.In her career spanning over four decades she has sung songs for more than thousand films and recorded over twenty thousand songs in different Indian languages.

Twenty of her tracks feature in BBC’s list of top forty Bollywood soundtracks of all-time.She is ranked No.1 on the YouTube’s Music Charts & Insights list of top global artists as of February 2022. She has been on the chart for 283 weeks with 300 million views.Yagnik was born in Kolkata on 20 March 1966 to a Gujarati family.

Her father’s name is Dharmendra Shankar.Her mother Shubha was a singer of Indian classical music. In 1972 at age six, she started singing for Akashvani (All India Radio), Calcutta. At age 10, her mother brought her to Mumbai as a child singer. She was advised to wait until her voice matured, but her mother remained determined. On a subsequent visit, Yagnik got a letter of introduction to Raj Kapoor from his Kolkata distributor.

Kapoor heard the girl and sent her with a letter to noted music director Laxmikant. Impressed, Laxmikant gave her two alternatives – an immediate start as a dubbing artist or a later break as a singer; Shubha chose the latter for her daughter.Yagnik mentioned that she was a bright student but didn’t like studies.

Read More :

Leave a Comment