Woh Ho Tum Lyrics | Sonu Nigam | Muskaan | 2004
Woh Ho Tum Lyrics in Hindi – ‘Woh Ho Tum’ is a Hindi song from movie Muskaan starring Aaftab Shivdasani, Gresi Singh. This song is sung by Sonu Nigam and Anuradha Paudwal. Lyrics of Woh Ho Tum song are written by Sameer. Music by Nikhil and Vinay, and music label is T-Series.
Woh Ho Tum Lyrics | Sonu Nigam | Muskaan | 2004
Song – Woh Ho Tum
Movie – Muskaan
Starring – Aaftab Shivdasani, Gresi Singh
Singer – Sonu Nigam, Anuradha Paudwal
Lyrics – Sameer
Music – Nikhil, Vinay
Music – T-Series
Woh Ho Tum Lyrics :
Maine jisko dil ye diya hai
Dil ye diya hai
Maine jisko pyar kiya hai
Jisko pyaar kiya hai
Maine jisko dil ye diya hai
Maine jisko pyar kiya hai
Woh ho tum, woh ho tum
Woh ho tum, woh ho tum
Woh ho tum, woh ho tum
Woh ho tum, woh ho tum
Maine jisko dil ye diya hai
Dil ye diya hai
Maine jisko pyar kiya hai
Jisko pyaar kiya hai
Maine jisko dil ye diya hai
Maine jisko pyar kiya hai
Wo ho tum, wo ho tum
Wo ho tum, wo ho tum
Wo ho tum, wo ho tum
Wo ho tum, wo ho tum
Maine jisko dil ye diya hai
Tumhe paake dilbar mujhe lag raha hai
Meri zindagi mein na ab kuch kami hai
Ho tumhe paake dilbar mujhe lag raha hai
Meri zindagi mein na ab kuch kami hai
Tumhaare labon pe jo bikhri padi hai
Woh shabnam nahin hai wafa ki nami hai
Jisne mera chain liya hai
Mera chain liya hai
Jisne mera chain liya hai
Mera chain liya hai
Maine jisko dil ye diya hai
Maine jisko pyar kiya hai
Woh ho tum, woh ho tum
Woh ho tum, woh ho tum
Woh ho tum, woh ho tum
Woh ho tum, woh ho tum
Maine jisko dil ye diya hai
Sambhaala tha maine bahut apne dil ko
Magar yeh deewaana machalne laga hai
Oh sambhaala tha maine bahut apne dil ko
Magar yeh deewaana machalne laga hai
Mili teri meri nazar jab se dilbar
Khayaalon ka mausam badalne laga hai
Mere bas mein na mera jiya hai
Mera jiya hai
Mere bas mein na mera jiya hai
Mera jiya hai
Maine jisko dil ye diya hai
Maine jisko pyar kiya hai
Wo ho tum, wo ho tum
Wo ho tum, wo ho tum
Wo ho tum, wo ho tum
Wo ho tum, wo ho tum
Maine jisko dil ye diya hai
Dil ye diya hai
Maine jisko pyar kiya hai
Jisko pyaar kiya hai
Maine jisko dil ye diya hai
Maine jisko pyar kiya hai
Woh ho tum, woh ho tum
Woh ho tum, woh ho tum
Woh ho tum, woh ho tum
Woh ho tum, woh ho tum
Sonu Nigam (born 30 July 1973) is an Indian singer, music director and actor.He has been described in the media as one of the most popular and successful playback singers of Hindi Cinema.
He has been honoured by the Government of India with Padma Shri, the country’s fourth-highest civilian honour for his contribution in the field of arts.
Nigam sings predominantly in Hindi and Kannada language films but has also sung in Bengali, Marathi, Telugu, Tamil, Odia, Bhojpuri, Gujarati, Malayalam, Nepali, Tulu and other Indian languages. Nigam has also released a number of non-film albums and acted in some Hindi films.He is known as the “Modern Rafi”, a title given to him after his musical idol Mohammad Rafi.
Read More :
- Tum Hi Ho Mata Pita Lyrics | Main Chup Rahungi | Lata Mangeshkar | 1962
- Kismat Se Tum Humko Mile Ho Lyrics | Pukar | Sonu Nigam, Anuradha Paudwal | 2000
- Agar Tum Saath Dene Ka Vada Karo Lyrics | Mahendra Kapoor | Humraaz | 1967
- Na Tum Jano Na Hum Lyrics | Lucky Ali | 1999
- Wajah Tum Ho Lyrics | Armaan Malik | 2015
- Ruth Gaye More Shyaam lyrics | Ziddi | Lata Mangeshkar | Ziddi | 1948