Tum Bhi Karke Unka Charcha Lyrics | Ghaazal

Tum Bhi Karke Unka Charcha Lyrics | Ghaazal

The ghazal (Arabic: غَزَل, Bengali: গজল, Hindi-Urdu: ग़ज़ल/غزَل, Persian: غزل, Azerbaijani: qəzəl, Turkish: gazel, Turkmen: gazal, Uzbek: gʻazal, Gujarati: ગઝલ) is a form of amatory poem or ode,originating in Arabic poetry. A ghazal may be understood as a poetic expression of both the pain of loss or separation and the beauty of love in spite of that pain.

Tum Bhi Karke Unka Charcha Lyrics | Ghaazal

Tum Bhi Karke Unka Charcha Lyrics | Ghaazal

Tum Bhi Karke Unka Charcha Lyrics :

Tum Bhi Karke Unka Charcha Apne Dil Chamkao
Unche Mein Uncha Nabi Ka Jhanda Ghar Ghar Me Lehrao
Pukaro Ya Rasool Allah Ya Habib Allah
Pukaro Ya Rasool Allah Ya Habib Allah

Sarkar Ki Aamad Marhaba
Dildar Ki Aamad Marhaba
Sab Jhoom Ke Bolo Marhaba
Deewano Zoom Kar Bolo Marhaba
Deewano Uncha Bolo Marhaba
Sab Mil Kar Bolo Marhaba

Parcham Lehra Kar Bolo Marhaba
Hath Lehra kar Bolo Marhaba
Sab Jhoom Ke Bolo Marhaba
Sab Mil Kar Bolo Marhaba

Haan Tumbhi Karke Unka Charcha Apne Dil Chamkao
Unche Mein Uncha Nabi Ka Jhanda Ghar Ghar Me Lehrao
Pukaro Ya Rasool Allah Ya Habib Allah
Pukaro Ya Rasool Allah Ya Habib Allah

Ya Rasool Allah Ke Naare Se Hum Ko Pyar Hai
Hum Ne Ye Naara Lagaya Apna Baida Paar Hai
Pukaro Ya Rasool Allah Ya Habib Allah
Pukaro Ya Rasool Allah Ya Habib Allah

Purnoor Hai Zamana Subhe Shabe Wiladat
Parda Utha Hai Kiska Subhe Shabe Wiladat
Shadi Rachi Hui Hai, Bajte Hai Shadiyane
Dulha Bana Wo Dulha Subhe Shabe Wiladat

Aayi Nayi Hukumat Sikka Naya Chalega
Aalam Ne Rang Badla Subhe Shab e Wiladat
Pyare Rabi Ul Awwal Teri Jhalak Ke Sadqe
Chamka Diya Naseeba Subhe Shabe Wiladat
Ruhul Amee(n) Ne Gaada Kaabe Ki Chat Pe Jhanda
Ta-Arsh Uda Pharera Subhe Shab e Wiladat

Bait e Aqsa Baabe Kaaba Bar Makaan e Aamina
Nasb Parcham Hogaya Ahlaw Wa Sahlan Marhaba

Tum bhi Karke Unka Charcha Apne Dil Chamkao
Unche Mein Uncha Nabi Ka Jhanda
Bolo Azmat Wala Nabi Ka Jhanda
Rif’at Wala Nabi Ka Jhanda
Barkat Wala Nabi Ka Jhanda
Rehmat Wala Nabi Ka Jhanda
Sab Se Aala Nabi Ka Jhanda
Pyara Pyara Nabi Ka Jhanda
Ghar Ghar Me Lehrao

Pukaro Ya Rasool Allah Ya Habib Allah
Pukaro Ya Rasool Allah Ya Habib Allah

Ya Habib e Kibriya Ahlaw wa Sahlan Marhaba
Mustafa o Mujtaba Ahlaw wa Sahlan Marhaba
Tajdar e Ambiya Ahlaw wa Sahlan Marhaba
Mursali ke Peshwa Ahlaw Sahlan Marhaba
Sarkar Ki Aamad Marhaba
Dildar Ki Aamad Marhaba
Sab Mil Kar Bolo Marhaba

 

Tum bhi kar key Unka charcha Lyrics | Naat

 

Agar Na Aaj Jhoomoge To Kab Jhoomoge
Deewano Machal Jao Machal Jao Tumhara Aaj Yaavar Aane Wala Hai

Sarkar Ki Aamad Marhaba
Dildaar Ki Aamad Marhaba
Sab Mil Kar Bolo Marhaba
Sab Uncha Bolo Marhaba
Parcham Lehra Kar Bolo Marhaba
Hath Lehra kar Bolo Marhaba
Sharmana Chodo Marhaba
Deewano Zoom Kar Bolo Marhaba
Sarkar Ki Aamad Marhaba
Dildaar Ki Aamad Marhaba
Manthaar Ki Aamad Marhaba
Huzoor Ki Aamad Marhaba
Purnoor Ki Aamad Marhaba
Jaana Ki Aamad Marhaba
Zeeshan Ki Aamad Marhaba
Habeeb Ki Aamad Marhaba
Tabeeb Ki Aamad Marhaba
Nabi Ki Aamad Marhaba
Ummi Ki Aamad Marhaba
Arabi Ki Aamad Marhaba
Qarashi Ki Aamad Marhaba
Qashmi Ki Aamad Marhaba
Muttalbi Ki Aamad Marhaba
Makki Ki Aamad Marhaba
Madani Ki Aamad Marhaba
Awwal Ki Aamad Marhaba
Aakhir Ki Aamad Marhaba
Zaahir Ki Aamad Marhaba
Baatin Ki Aamad Marhaba
Basheer Ki Aamad Marhaba
Nadeer Ki Aamad Marhaba
Daayi Ki Aamad Marhaba
Siraj Ki Aamad Marhaba
Muneer Ki Aamad Marhaba
Ameen Ki Aamad Marhaba
Saadiq Ki Aamad Marhaba
Rauf Ki Aamad Marhaba
Raheem Ki Aamad Marhaba
Zara Milkar Bolo Marhaba
Zara Jhoom Ke Bolo Marhaba
Sharmana Chodo Marhaba
Zara Milkar Bolo Marhaba

Haan Yunhi Karke Unka Charcha Apne Dil Chamkao
Unche Main Uncha Nabi Ka Jhanda Garh Garh Mein Leh Rao
Pukaro Ya Rasool Allah Ya Habib Allah
Pukaro Ya Rasool Allah Ya Habib Allah
Nabi Ka Jhanda Le Kar Niklo Duniya Par Cha Jao
Nabi Ka Jhanda Aman Ka Jhanda Ghar Ghar Lehrao
Pukaro Ya Rasool Allah Ya Habib Allah
Pukaro Ya Rasool Allah Ya Habib Allah
Khuld Mein Hoga Hamara Daakhla Is Shaan Se
Ya Rasool Allah Ka Naara Lagaate Jayenge
Pukaro Ya Rasool Allah Ya Habib Allah
Pukaro Ya Rasool Allah Ya Habib Allah

 

Tum bhi kar key Unka charcha Lyrics | Naat

 

The ghazal form is ancient, tracing its origins to 7th-century Arabic poetry. The ghazal spread into South Asia in the 12th century due to the influence of Sufi mystics and the courts of the new Islamic Sultanate, and is now most prominently a form of poetry of many languages of the Indian subcontinent and Turkey.
A ghazal commonly consists of five to fifteen couplets, which are independent, but are linked – abstractly, in their theme; and more strictly in their poetic form. The structural requirements of the ghazal are similar in stringency to those of the Petrarchan sonnet.

In style and content, due to its highly allusive nature, the ghazal has proved capable of an extraordinary variety of expression around its central themes of love and separation.

Read More :

Leave a Comment