Tum De Rahi Ho Dil Mein Lyrics | B Praak | 2020
This melodious song is sung by B’ Praak, its music given by Rochak Kohli and Tum De Rahi Ho Dil Mein Kisi Aur Ko Jagah Lyrics penned by Manoj Muntashir. The song is featuring Abhishek Singh & Kaashish Vohra.

Tum De Rahi Ho Dil Mein Lyrics | B Praak | 2020
Song :Dil’ Tod Ke
Singer :B ‘Praak
Music :Rochak Kohli
Lyrics :Manoj Muntashir
Label :T-Series
Tum De Rahi Ho Dil Mein Lyrics :
Sawal ek chhota sa tha
Jiske peechhe yeh poori zindagi barbaad kar li
Bhulaun kis tarah woh donon aankhein
Kitaabon ki tarah jo yaad kar li
Tum de rahi ho dil mein kisi aur ko jagah
Lekin koyi na chahega tumko meri tarah
Kya hai kusoor mera
Jo dil se utar gaya
Mud ke bhi na dekha mujhe
Tumne ek dafaa
Jaise gayi ho
Jaise gayi ho
Jaata hai kya koyi
Aise chhod ke
Dil tod’ ke
Ho dil tod ke hasti ho mera
Wafayein meri yaad karogi
Pher do mujhse aaj nigaahein
Kadar mere baad karogi
Dil tod ke
Ho dil tod’ ke
Woh tum hi to thi
Jo baar baar aake
Lagti thi gale mere
Woh tum hi to thi
Jo baar baar aake
Lagti thi gale mere
Woh bhi tum hi thi
Har roz sath jiske
Dil raat dhale mere
Kahan gayi tum ho
Kahan gayi tum dard se mera
Rishta jod ke
Dil tod ke
Ho dil tod ke hasti ho mera
Wafayein meri yaad karogi
Pher do mujhse aaj nigaahein
Kadar mere baad karogi
Dil tod ke
Ho dil tod ke
Ho galiyon galiyon liye khada main
Tukda tukda dil
Kaash kisi ne poochha hota
Kaise ujda dil
Ho galiyon galiyon liye khada main
Tukda tukda dil
Kaash kisi ne poochha hota
Kaise ujda dil
Kaise bhar di
Kaise bhar di nadiya maine
Aanchal nichod ke
Dil’ tod ke
Hasti ho mera
Wafayein meri yaad karogi
Pher do mujhse aaj nigaahein
Kadar mere baad karogi
Dil tod ke
Haaye dil tod ‘ke
Sirf dil toota hai saans nahi
Dhadkanon mein rawani abhi baaki hai
Pyar ka kissa khatam ho gaya to kya
Zindagi ki kahaani abhi baaki hai
Haaye dil tod ke
Prateek Bachan (born 7 February 1986), best known by his stage name B ‘Praak (formerly Prakky B), is an Indian singer and music director associated with the Punjabi and Hindi music industry. He started his career as a music producer, and later debuted as a singer with the song Mann Bharrya .
He is a frequent collaborator of lyricist Jaani, and has since entered into Hindi cinema in 2019 with two songs as singer in the films Kesari and Good Newwz starring Akshay Kumar, and as a guest composer in the satire Bala.In 2019, he got married to Meera in Chandigarh where many big stars were part of their wedding ceremony.

In an interview with Rajeev Masand, he considered AR Rahman as his inspiration in music direction and also refers Pritam, Jatin–Lalit, Vishal–Shekhar, Shankar–Ehsaan–Loy as his favorite composers. Also in an interview with AajTak, he considered Hariharan,Surinder Kaur, Sardool Sikander, Arijit Singh, KK as his favorite singers
In 2021, he got the Golden Visa of UAE.
Read More :
- Tum Karo Vaada Lyrics | Title Track | Asha Bhosle, Kumar Sanu | 1993
- Wada Karo Nahi Chodoge Lyrics | Aa Gale Lag Ja | Kishore Kumar, Lata Mangeshkar | 1973
- Tum Mere Ho Mere Rehna Lyrics | Amrita Singh, Jubin Nautiyal | 2018
- Hum Tum Lyrics | Title Track | Alka Yagnik, Babul Supriyo | 2004
- Jahaan Tum Ho Lyrics | Shrey Singhal
- Ruth Gaye More Shyaam lyrics | Ziddi | Lata Mangeshkar | Ziddi | 1948