Tere Husn Ki Kya Tareef Karun Lyrics | Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar | Leader | 1964

Tere Husn Ki Kya Tareef Karun Lyrics is a lovely song from Leader starring Dilip Kumar, Vyjayantimala, Jayant and Sapru. It is sung by Mohammad Rafi and Lata Mangeshkar and composed by Naushad.

Song : Tere Husn Ki Kya Tarif Karu
Album : Leader (1964)
Singer : Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Musician : Naushad
Lyricist : Shakeel Badayuni

 

Tere Husn Ki Kya Tareef Karun Lyrics | Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar | Leader | 1964
Lata mangeshkar

Tere Husn Ki Kya Tareef Karun Lyrics :

Tere husn ki kya tarif karu
Kuchh kehte huye bhi darta hoon
Kahin bhool se tu na samajh baithe
Ki main tujhse mohabbat karta hoon

Tere husn ki kya tarif karu
Tere husn ki
Tere husn ki kya tarif karu
Kuchh kehte hue bhi darta hoon

Kahin bhool se tu na samajh baithe
Ki main tujhse mohabbat karta hoon
Mere dil mein kasak si hoti hai
Mere dil mein
Mere dil mein kasak si hoti hai
Tere raah se jab main guzarti hoon
Is baat se yeh na samajh lena
Ki main tujhse mohabbat karti hoon

Teri baat mein geeton ki sargam
Teri chaal mein payal ki chham chham
Teri baat mein geeton ki sargam
Teri chaal mein payal ki chham chham
Koi dekh le tujhko ek nazar
Koi dekh le tujhko ek nazar
Mar jaaye teri aankhon ki kasam
Main bhi hoon ajab ik deewana
Marta hoon na aahein bharta hoon
Kahin bhool se tu na samajh baithe
Ki main tujhse mohabbat karta hoon

Mere saamne jab tu aata hai
Jee dhak se mera ho jata hai
Mere saamne jab tu aata hai
Jee dhak se mera ho jata hai
Leti hai tamanna angdayi
Leti hai tamanna angdayi
Dil jaane kahan kho jata hai
Mahasoos yeh hota hai mujhko
Jaise main tera dam bharti hoon
Is baat se yeh na samajh lena
Ki main tujhse mohabbat karti hoon

Tere husn ki kya tarif karu
Kuchh kehte huye bhi darta hoon
Kahin bhool se tu na samajh baithe
Ki main tujhse mohabbat karta hoon

 

Mohammad Rafi 13 Tere Husn Ki Kya Tareef Karun Lyrics | Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar | Leader | 1964

 

Mohammed Rafi (24 December 1924 – 31 July 1980) was an Indian playback singer and musician. He is considered to have been one of the greatest and most influential singers of the Indian subcontinent. Rafi was notable for his versatility and range of voice; his songs varied from fast peppy numbers to patriotic songs, sad numbers to highly romantic songs, qawwalis to ghazals and bhajans to classical songs.

He was known for his ability to mould his voice to the persona and style of the actor lip-syncing the song on screen in the movie. He received six Filmfare Awards and one National Film Award. In 1967, he was honored with the Padma Shri award by the Government of India. In 2001, Rafi was honoured with the “Best Singer of the Millennium” title by Hero Honda and Stardust magazine. In 2013, Rafi was voted for the Greatest Voice in Hindi Cinema in the CNN-IBN’s poll.

 

Mohammad Rafi 14 Tere Husn Ki Kya Tareef Karun Lyrics | Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar | Leader | 1964

 

He recorded songs for over a thousand Hindi films and in many Indian languages as well as some foreign languages, though primarily in Urdu and Punjabi, over which he had a strong command. He recorded as many as 7,000 songs throughout his career, spanning several languages and dialects such as Konkani, Assamese, Bhojpuri, Odia, Bengali, Marathi, Sindhi, Kannada, Gujarati, Tamil, Telugu, Magahi, Maithili, etc. Apart from Indian languages, he also sang in some foreign languages, including English, Farsi, Arabic, Sinhala, Mauritian Creole, and Dutch.

Read More :

Leave a Comment