Koi Fariyaad Lyrics | Tum Bin | Jagjit Singh | 2001
Koi Fariyaad Lyrics
Tum Bin by Jagjit Singh
Koi Fariyaad Lyrics | Tum Bin | Jagjit Singh | 2001
Koi Fariyaad Lyrics :
Koyi fariyaad tere dil mein dabi ho jaise
Koyi fariyaad tere dil mein dabi ho jaise
Tune aankhon se koyi baat kahi ho jaise
Jaagte jaagte ek umr kati ho jaise
Jaagte jaagte ek umr kati ho jaise
Jaan baaki baaki hai magar saas ruki ho jaise
Jaanta hoon aapko sahare ki zarurat nahin
Main sirf saath dene aaya hoon
Har mulaakat pe mehsoos yehi hota hai
Har mulaakat pe mehsoos yehi hota hai
Mujhse kuch teri nazar pooch rahi ho jaise
Raah chalte huve aksar yeh ghumaan hota hai
Raah chalte huve aksar yeh ghumaan hota hai
Woh nazar chupke mujhe dekh rahi ho jaise
Woh nazar chupke mujhe dekh rahi ho jaise
Ek lamhe mein simat aaya hai sadiyon ka safar
Ek lamhe mein simat aaya hai sadiyon ka safar
Zindagi tej bahut tej chali ho jaise
Zindagi tej bahut tej chali ho jaise
Is tarah pehron tujhe sochta rehta hoon main
Is tarah pehron tujhe sochta rahta hoon main
Meri har saas tere naam likhi ho jaise
Meri har saas tere naam likhi ho jaise
Koyi fariyaad tere dil mein dabi ho jaise
Tune aankhon se koyi baat kahi ho jaise
Jaagte jaagte ek umr kati ho jaise
Jaan baaki baaki hai magar saas ruki ho jaise
Jagjit Singh:
Jagjit Singh Dhiman was born at Sri Ganganagar, Rajasthan, India (then Bikaner State). His father, Sardar Amar Singh Dhiman, was a surveyor with the government’s Public Works’ Department and hailed from village Dalla in Ropar district of Punjab.
Educated initially at Khalsa High School and Government College in Sri Ganganagar, Singh obtained an arts degree from DAV College, Jalandhar. There, he began his professional career in 1961 by undertaking singing and composing assignments at All India Radio’s (AIR) Jalandhar station.
Later, he studied to obtain a post-graduate degree in history from Kurukshetra University in Haryana. Throughout this time, and as a consequence of a natural talent that was spotted by his father, Singh learned music initially from a visually impaired master of Indian classical music, Pandit Chagan Lal Sharma and later from Ustad Jamal Khan of Maihar gharana, who taught and trained him in all the prominent styles of Hindustani Classical vocal tradition such as Khayal, Dhrupad, Thumri and others.
In March 1965, and without the knowledge of his family, Singh moved to Bombay, where there were many opportunities for music artists because of the Hindi film industry. He obtained work initially as a singer of advertising jingles and later progressed to playback singing.
Read More :
- Aaj Phir Tumpe Pyar Aaya Hai Lyrics | Hate Story 2 | Arijit Singh, Samira Koppikar | 2014
- Aise tum mile ho Lyrics | Kedarnath | Arijit Singh, Nikhita Gandhi | 2019
- Meri Tarah Tum Bhi song Lyrics | Kya Yehi Pyaar Hai | Alka Yagnik, Babul Supriyo | 2002
- Aankh Hai Bhari Bhari Aur Tum Lyrics | Tumse Achcha Kaun Hai | Kumar Sanu, Alka Yagnik | 2002
- Tum mere lyrics | Fukra Insaan , Crazydeep | 2021
- Ruth Gaye More Shyaam lyrics | Ziddi | Lata Mangeshkar | Ziddi | 1948