Humne Tumko Dil Ye De Diya Lyrics | Alka Yagnik ,Babul Supriyo | Gunaah | 2002
Gunaah (transl. Crime) is a 2002 Indian Hindi-language thriller film directed by Amol Shetge, written by Mahesh Bhatt and starring Bipasha Basu, Dino Morea and Irrfan Khan in the lead roles. The film was released on 16 September 2002. Upon release, the film received mixed-to-positive reviews. However, it was a box office failure.

Humne Tumko Dil Ye De Diya Lyrics | Alka Yagnik ,Babul Supriyo | Gunaah | 2002
Movie:Gunaah,
Singers:Babul Supriyo & Alka Yagnik
Writer : Praveen Bhardwaj

Humne Tumko Dil Ye De Diya Lyrics :
Humne tumko dil yeh de diya yeh bhi na pucha kaun ho tum…(2)
Yeh faisla jo dil ne kiya yeh faisla jo dil ne kiya
Yeh faisla jo dil ne kiya tab yeh bhi na socha ki kaun ho tum
Humne tumko dil yeh de diya yeh bhi na pucha kaun ho tum
Dil hai ki maanta nahin is dil pe kiska zor hai
Teri aur khicha ja raha hoon jaane yeh kaisi dor hai
Tumko hai kuch ho gaya aahein mein aahein bharte ho
Deewane ho tum deewani deewani baat karte ho
Hum to chalo hum to chalo deewane sahi par apni baato kaun ho tum
Humne tumko dil yeh de diya yeh bhi na pucha kaun ho tum
Yeh faisla jo dil ne kiya yeh faisla jo dil ne kiya
Yeh faisla jo dil ne kiya tab yeh bhi na socha ki kaun ho tum
Tum pe yakin aa gaya yeh kaisa aitbaar hai
Kya hai yeh dil ki bebasi ya naam iska pyaar hai
Yun hi nahin bechain hoon yun hi nahin betaab hoon
Tumne dekha tha jo kal maano wahi main khwaab hoon
Aankhon ne aankhon ne aankhon mein dekh kar yeh pehchaana kaun ho tum
Humne tumko dil yeh de diya yeh bhi na pucha kaun ho tum
Yeh faisla jo dil ne kiya yeh faisla jo dil ne kiya
Yeh faisla jo dil ne kiya tab yeh bhi na socha ki kaun ho tum
Humne tumko dil yeh de diya yeh bhi na pucha kaun ho tum

Alka Yagnik (born 20 March 1966) is an Indian playback singer who works predominantly in Hindi Cinema. She has been described in the media as one of the most prominent and successful playback singers in Bollywood. In her career spanning over four decades she has recorded over 20000 songs for films and albums in various Indian languages and received several accolades including two National Film Awards, two Bengal Film Journalists’ Association Awards and a record seven Filmfare Awards for Best Female Playback Singer from a record of thirty-six nominations.
Yagnik is one of the most prolific female playback singers, and has sung a large number of female solos in her Bollywood career. In her career spanning over four decades she has sung songs for more than thousand films and recorded over twenty thousand songs in different Indian languages. Twenty of her tracks feature in BBC’s list of top forty Bollywood soundtracks of all-time.
She is ranked No.1 on the YouTube’s Music Charts & Insights list of top global artists as of February 2022. She has been on the chart for 283 weeks with 300 million views.
Read More :
- Jaeger Bomb Song Lyrics | Harshi Mad, DJ Bravo, Ankit Tiwari | Tum Bin 2 | 2016
- Tumpe Mar Jayenge Lyrics | Himesh Reshammiya | Palak Muchhal | 2021
- Tum jaisa hai koi iktara lyrics | Wake Up Sid | Amitabh Bhattacharya, Kavita Seth, Tochi Raina | 2009
- Tum jaan jaan keh ke meri lyrics | Wanted | Shaan, Shreya Ghoshal, Suzanne D’Mello | 2009
- Dekh Lena Lyrics | Tum Bin 2 | Arijit Singh, Tulsi Kumar | 2016