Tum jo aaye lyrics | Once Upon A Time In Mumbai | Rahat Fateh Ali Khan, Tulsi Kumar | 2010
Tum Jo Aaye Zindagi Mein Lyrics from Once Upon A Time In Mumbai (2010) is penned by Irshad Kamil, it’s composed by Pritam Chakraborty and sung by Rahat Fateh Ali Khan and Tulsi Kumar.
Tum jo aaye lyrics | Once Upon A Time In Mumbai | Rahat Fateh Ali Khan, Tulsi Kumar | 2010
Song : Tum Jo Aaye Zindagi Mein
Album : Once Upon A Time In Mumbai
Singer : Rahat Fateh Ali Khan, Tulsi Kumar
Musician : Pritam Chakraborty
Lyricist : Irshad Kamil
Tum jo aaye lyrics :
Paya maine paya tumhein
Rab ne milaya tumhein
Honthon pe sajaya tumhein
Naghme sa gaya tumhein
Paya maine paya tumhein
Sab se chhupaya tumhein
Sapna banaya tumhein
Neendon mein bulaya tumhein
Tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi
Ishq mazhab, ishq meri zaat ban gayi
Paya maine paya tumhein
Rab ne milaya tumhein
Honthon pe sajaya tumhein
Naghme sa gaya tumhein
Paya maine paya tumhein
Sab se chhupaya tumhein
Sapna banaya tumhein
Neendon mein bulaya tumhein
Ho.. tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi
Sapne teri chahaton ke
Sapne teri chahaton ke dekhti hoon kai
Din hai sona, aur chaandi raat ban gayi
Ho tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi..
Paya maine paya tumhein
Rab ne milaya tumhein
Honthon pe sajaya tumhein
Naghme sa gaya tumhein
Paya maine paya tumhein
Sab se chhupaya tumhein
Sapna banaya tumhein
Neendon mein bulaya tumhein
Chahaton ka maza faasalon mein nahi
Aa chhupa loon tumhein hauslon mein kahin
Sab se upar likha hai tere naam ko
Khwahishon se jude silsilon mein kahin
Khwahishein milne ki tumse
Khwahishein milne ki tumse roz hoti hain nayi
Mere dil ki jeet meri maat ban gayi
Ho tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi..
Paya maine paya tumhein
Rab ne milaya tumhein
Honthon pe sajaya tumhein
Naghme sa gaya tumhein
Paya maine paya tumhein
Sab se chhupaya tumhein
Sapna banaya tumhein
Neendon mein bulaya tumhein
Zindagi bewfa hai yeh mana magar
Chhodkar raah mein jaaoge tum agar
Chheen launga main, aasman se tumhein
Suna hoga na yeh, do dilon ka nagar
Raunkein hain dil ke dar pe
Raunkein hain dil ke dar pe
Dhadkanein hain surmayi
Meri kismat bhi tumhare sath ban gayi
Ho tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi
Ishq mazhab, ishq meri zaat ban gayi
Sapne teri chahaton ke
Sapne teri chahaton ke dekhti hoon kai
Din hai sona, aur chaandi raat ban gayi
Ho tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi..
Paya maine paya tumhein
Rab ne milaya tumhein
Honthon pe sajaya tumhein
Naghme sa gaya tumhein
Paya maine paya tumhein
Sab se chhupaya tumhein
Sapna banaya tumhein
Neendon mein bulaya tumhein
Paya maine paya tumhein
Rab ne milaya tumhein
Honthon pe sajaya tumhein
Naghme sa gaya tumhein
Paya maine paya tumhein
Sab se chhupaya tumhein
Sapna banaya tumhein
Neendon mein bulaya tumhein.
Once Upon a Time in Mumbaai is a 2010 Indian Hindi-language gangster film written by Rajat Arora and directed by Milan Luthria. It stars Ajay Devgn, Emraan Hashmi, Kangana Ranaut, Prachi Desai and Randeep Hooda. Produced by Ekta Kapoor under the Balaji Motion Pictures banner, Once Upon A Time in Mumbaai was released on 30 July 2010 to generally positive reviews from critics, and was a box office hit. The film is loosely based on the lives of Mumbai underworld gangsters Haji Mastan and Dawood Ibrahim. A sequel, Once Upon a Time in Mumbai Dobaara!, was released in 2013.
Rahat Fateh Ali Khan born 9 December 1974 is a Pakistani Singer, primarily of Qawwali, a devotional music of the Muslim Sufis. Khan is one of the biggest and highest paid singers in Pakistan.He is the nephew of Nusrat Fateh Ali Khan, son of Farrukh Fateh Ali Khan and grandson of Qawwali singer Fateh Ali Khan. In addition to Qawwali, he also performs ghazals and other light music. He is also popular as a playback singer in Hindi cinema and the Pakistan film industry.
Rahat was born into a Punjabi family of Qawwals and classical singers in Faisalabad, Punjab, Pakistan.He is the son of Farrukh Fateh Ali Khan, grandson of Fateh Ali Khan and the nephew of legendary Qawwali singer Nusrat Fateh Ali Khan.
Rahat displayed an adoration for music from a very young age and was often found to be singing with his uncle and father, as young as three. From an age of seven, he was already being trained by his uncle Nusrat Fateh Ali Khan in the art of singing Qawwali.
Read More :
- Tum Tak Lyrics | Javed Ali, Keerthi Sagathia | Raanjhnaa | 2013
- Tum Se Hi Lyrics | Mohit Chauhan | jab we met | 2007
- Jo tum na ho lyrics | Arijit Singh | Love Aaj Kal | 2009
- Tum Tum Lyrics | Sri Vardhini, Aditi, Satya Yamini, Roshini, Tejaswini | Enemy | 2021
- Aaoge Jab Tum Lyrics | Jab We Met | Ustad Rashid Khan | 2007
- Mil mil ke gayenge lyrics | Dulaari | Lata Mangeshkar |1949