Tum bin chhoti chhoti raatein lyrics | Tum Bin | Sonu Nigam, Anuradha Paudwal | 2001

Tum Bin Chhoti Chhoti Raatein” is a soulful and emotionally stirring track from the 2001 romantic drama film Tum Bin, directed by Anubhav Sinha. Sung beautifully by the legendary Sonu Nigam and Anuradha Paudwal, the song captures the longing, loneliness, and silent yearning of love lost. With music composed by Nikhil-Vinay and heartfelt lyrics penned by Faaiz Anwar, the song remains a timeless favourite among fans of early 2000s Bollywood music. Its haunting melody and poetic lyrics continue to evoke deep emotions, making it a cherished piece in the world of Hindi romantic ballads.

Tum bin chhoti chhoti raatein lyrics | Tum Bin | Sonu Nigam, Anuradha Paudwal | 2001

Tum bin chhoti chhoti raatein lyrics | Tum Bin | Sonu Nigam, Anuradha Paudwal | 2001

Song : Chhoti Chhoti Raatein Lambi Ho Jaati Hain
Album : Tum Bin (2001)
Singer : Sonu Nigam, Anuradha Paudwal
Musician : Nikhil Vinay
Lyricist : Faiz Anwar

Sonu Nigam123 Tum bin chhoti chhoti raatein lyrics | Tum Bin | Sonu Nigam, Anuradha Paudwal | 2001

Tum bin chhoti chhoti raatein lyrics :

Chhoti chhoti raatein lambi ho jaati hain

Baithe bithaaye yoon hi neendein kho jaati hain
Dil mein bechaini aankhon mein intezar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai

Deewanon si haalat hai apni
Poochho na kya chahat hai apni
Thaam li maine teri yeh baahein
In baahon mein jannat hai apni

Phool sa khil ke mehka hai yeh dil
Phir tujhe chhu ke behka hai yeh dil
Dil ka kya hai yeh to har pal bekaraar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Chhoti chhoti raatein lambi ho jaati hain

Panchhi ban ke udta hai yeh dil
Milti hai jab sapnon ki manzil
Sapne to phir sapne hote hain
Sach hai yeh kab apne hote hain
Jaagti aankhein dekha karein sapna
Jab koi dil ko lagta hai apna
Na dil pe kaabu na khud pe ikhtiyar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai

Chhoti chhoti raatein lambi ho jaati hain
Baithe bithaaye yoon hi neendein kho jaati hain
Dil mein bechaini aankhon mein intezar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai

Chhoti chhoti raatein lambi ho jaati hain
Chhoti chhoti raatein lambi ho jaati hain
Baithe bithaaye yoon hi neendein kho jaati hain
Dil mein bechaini aankhon mein intezar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai

Chhoti chhoti raatein lambi ho jaati hain
Baithe bithaaye yoon hi neendein kho jaati hain
Dil mein bechaini aankhon mein intezar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Chhoti chhoti raatein lambi ho jaati hain

Betaabi ka aalam dekha hai
Tanhaai ka mausam dekha hai
Pal pal halchal hoti hai dil mein
Jabse tujhko jaanam dekha hai
Pyaar mein aakhir kya nahin hota
Dil kabhi hansta aur kabhi rota
Kab dil pe kaabu kab khud pe ikhtiyar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai

Chhoti chhoti raatein lambi ho jaati hain
Baithe bithaaye yoon hi neendein kho jaati hain
Dil mein bechaini aankhon mein intezar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Chhoti chhoti raatein lambi ho jaati hain

Read More :

Leave a Comment