Mere humrahi jo tum na hote lyrics | Zameen Aasmaan | Lata Mangeshkar | 1984

Mere humrahi jo tum na hote lyrics | Zameen Aasmaan | Lata Mangeshkar | 1984

Aisa Sama Na Hota Lyrics from Zameen Aasmaan is sung by Lata Mangeshkar and written by Anjaan. Music of Aisa Sama Na Hota is composed by R D Burman.

 

Mere humrahi jo tum na hote lyrics | Zameen Aasmaan | Lata Mangeshkar | 1984
Lata Mangeshkar, লতা মঙ্গেশকর, لاتا مانجيشكار ,लता मंगेशकरी, لتا منگیشکر

Mere humrahi jo tum na hote lyrics | Zameen Aasmaan | Lata Mangeshkar | 1984

Song : Aisa Sama Na Hota
Album : Zameen Aasmaan (1984)
Singer : Lata Mangeshkar
Musician : R. D. Burman
Lyricist : Anjaan

 

LATA1 621x414 1 Mere humrahi jo tum na hote lyrics | Zameen Aasmaan | Lata Mangeshkar | 1984

 

Mere humrahi jo tum na hote lyrics:

Aisa sama na hota
Kuchh bhi yahan na hota
Mere humraahi jo tum na hote
Mere humraahi jo tum na hote

Aisa sama na hota
Kuchh bhi yahan na hota
Mere humraahi jo tum na hote
Mere humraahi jo tum na hote

Mausam yeh na aata
Yoon na chhaati yeh ghata
Aise gungunati yoon na gaati yeh hawa
Mausam yeh na aata
Yoon na chhaati yeh ghata
Aise gungunati yoon na gaati yeh hawa
Gul shabnam ke moti na pirote
Mere humraahi jo tum na hote

Aisa sama na hota
Kuchh bhi yahan na hota
Mere humraahi jo tum na hote
Mere humraahi jo tum na hote

Raahein wohi, waadi wohi
Badla kuchh nahi
Phir bhi tere milne se hai
Duniya kyun hasin
Raahein wohi, waadi wohi
Badla kuchh nahi
Phir bhi tere milne se hai
Duniya kyun hasin

Kahin khwaabon mein
Hum ghum na hote
Mere humraahi jo tum na hote

Aisa sama na hota
Kuchh bhi yahan na hota
Mere humraahi jo tum na hote
Mere humraahi jo tum na hote

Hum tum jo na milte
To na chhata yeh nasha
Hota kuchh bhi hota
Yeh na hota jo hua
Hum tum jo na milte
To na chhata yeh nasha
Hota kuchh bhi hota
Yeh na hota jo hua
Yahan milke na dil aise khote
Mere humraahi jo tum na hote

Aisa sama na hota
Kuchh bhi yahan na hota
Mere humraahi jo tum na hote
Mere humraahi jo tum na hote

 

 

Dil ka sahara toot na jae lyrics | Ghulam Mohammad | Saregama Lata Mangeshkar | paras | 1949
Lata mangeshkar

 

Lata Mangeshkar (born as Hema Mangeshkar; 28 September 1929 – 6 February 2022)was an Indian playback singer and occasional music composer. She is widely considered to have been one of the greatest and most influential singers in India.Her contribution to the Indian music industry in a career spanning eight decades gained her honorific titles such as the “Queen of Melody”, “Nightingale of India”, and “Voice of the Millennium”.

Lata recorded songs in over thirty-six Indian languages and a few foreign languages, though primarily in Marathi, Hindi, and Bengali. Her foreign languages included English, Indonesian, Russian, Dutch, Nepali, and Swahili. She received several accolades and honors throughout her career. In 1989, the Dadasaheb Phalke Award was bestowed on her by the Government of India.

In 2001, in recognition of her contributions to the nation, she was awarded the Bharat Ratna, India’s highest civilian honour; she is only the second female singer, after M. S. Subbulakshmi, to receive this honour. France conferred on her its highest civilian award, Officer of the National Order of the Legion of Honour, in 2007.

She was the recipient of three National Film Awards, 15 Bengal Film Journalists’ Association Awards, four Filmfare Best Female Playback Awards, two Filmfare Special Awards, the Filmfare Lifetime Achievement Award and many more. In 1974, she was one of the first Indian playback singers to perform at the Royal Albert Hall in London, UK. Her last recorded song was “Saugandh Mujhe Is Mitti ki” released on 30 March 2019 as a tribute to the Indian Army and the Nation.

At one point, she appeared in the Guinness World Records, which listed her as the most recorded artist in history between 1948 and 1987.

Read More: 

Leave a Comment