Tum Mere Bad Mohabbat Lyrics | Pyar Mohabbat | Anu Dubey
Album:- Pyar Mohabbat
Song:-Tum Mere Baad Mohabbat
Singer:- Anu Dubey
Lyrics:- R R Pankaj
Music Director:- Manoj Aaryan
Tum Mere Bad Mohabbat Lyrics | Pyar Mohabbat | Anu Dubey
Tum Mere Bad Mohabbat Lyrics
Tum mere baad – 3 mohabbat ko taras jaaoge
Tum mere baad mohabbat ko taras jaaoge – 3
Ajnabi shehar hai – 2 chaahat ko taras jaaoge
Tum mere baad mohabbat ko taras jaaoge
Meri aankho me aansu deke muskuraate ho
Naahi tum dil me rehte naahi door jaate ho
Is ujde chaman me phool khilaayega koun
Hamare baad tumhe itna yaad aayega koun
Arrey pagle aaj hum hain tabhi to satate hain
Aaj hum hain tabhi to satate hain
Hamare jaane ke baad tumhe itna satayega koun
Meri aankho me aansu deke muskuraate ho
Naahi tum dil me rehte naahi door jaate ho
Is se behtar – 2 na aashiyaana kahin paaoge
Tum mere baad mohabbat ko taras jaaoge
Maine dil tujhko diya ye khata hamaari hai
Mujhko to tujhse ishq karne ki bimaari hai
Dil lagakar dil dukhaya nahi karte
Haste hue chehre ko rulaya nahi karte
Arrey jab dard door nahi kar sakte
To dard dete hi kyun ho
Apne chaahne waale ko is kadar sataya nahi krte
Maine dil tujhko diya ye khata hamaari hai
Mujhko to tujhse ishq karne ki bimaari hai
Yaar to paaoge – 2 ye pyaar kahan paaoge
Tum mere baad mohabbat ko taras jaaoge
Aye mere humsafar yun dil ko tum dukhaao na
Dil to bachha hai abhi isko tum rulaao na
Tu kahin bhi rahe sar pe tere ilzaam hoga
Tere hothon ki lakiron pe mera hi naam hoga
Arrey mujhko apna bana ya na bana
Mujhko apna bana ya na bana
Tu mere naam se zaroor badnaam hoga
Aye mere humsafar yun dil ko tum dukhaao na
Dil to bachha hai abhi isko tum rulaao na
Mera dil toota to – 2 pankaj sambhal na paaoge
Tum mere baad mohabbat ko taras jaaoge..
Anu Dubey:
In completed her school studies from Kendra Vidyalaya school in Bihar, also done her collgae education from Mahendra Mahila College located in Gopaljganj where she live.
When she was in her school her teachers like her voice and agreed her to sing a song ” Ree Mama Ree” and she have sing this song many time in her school functions.
From where she know that she is good at singing, and she started singing and practicing, In 2010 when she was struggling her One of the bhakti song on lord Shiv got viral from where she start getting fame.
She was a big shiv Bhakt as she says that shiv ji give her direction and her first super hit song was on lord shiv,
she likes to sing Bhakti songs on bhojpuri more and bhojpuri industry give her the place where she was now.
Read More :
- Yaad Kiya Dil Ne Lyrics | Patita | Lata Mangeshkar | 1953
- Tum Na Hue Mere To Kya Lyrics | Jonita Gandhi , Hriday Gattani | Dil Bechara | 2020
- Tum Ho Toh Lagta Hain Lyrics | Shaan | 2016
- Mujhe Tumse Hai Kitne Gile Lyrics | Ram Lakhan | Anuradha Paudwal | 1900
- Tum Nahi Ho Mere Lyrics | Darshan Raval | 2020
- Ruth Gaye More Shyaam lyrics | Ziddi | Lata Mangeshkar | Ziddi | 1948