Music Gurukul, GOLN

Tum Jo Chale Gaye Lyrics | Lata Mangeshkar, Kishore Kumar | Aas Paas | 1980

Tum Jo Chale Gaye Lyrics | Lata Mangeshkar, Kishore Kumar | Aas Paas | 1980

Tum Jo Chale Gaye Lyrics | Lata Mangeshkar, Kishore Kumar | Aas Paas | 1980

Tum Jo Chale Gaye To Hogi Badi Kharabi Lyrics from Aas Paas (1980): This is a lovely song from Aas Paas starring Dharmendra, Hema Malini, Prem Chopra and Nirupa Roy. It is sung by Lata Mangeshkar and Kishore Kumar and composed by Laxmikant and Pyarelal.

Lata Mangeshkar, লতা মঙ্গেশকর, لاتا مانجيشكار ,लता मंगेशकरी, لتا منگیشکر

Tum Jo Chale Gaye Lyrics | Lata Mangeshkar, Kishore Kumar | Aas Paas | 1980

Album : Aas Paas (1980)
Singer : Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Musician : Laxmikant, Pyarelal
Lyricist : Anand Bakshi

Lata mangeshkar

 

Tum Jo Chale Gaye Lyrics :

Tum jo chale gaye to hogi badi kharabi
Tum jo chale gaye to hogi badi kharabi
Tumhein dil mein band kar loon
Dariya mein phenk doon chaabi
Tumhein dil mein band kar loon
Dariya mein phenk doon chaabi

Tum jo chale gaye to hogi badi kharabi
Tumhein dil mein band kar loon

Dariya mein phenk doon chaabi
Tumhein dil mein band kar loon
Dariya mein phenk doon chaabi
Mujhe dil mein band kar lo
Dariya mein phenk do chaabi
Mujhe dil mein band kar lo
Dariya mein phenk do chaabi
Kuchh tumko ho gaya to hogi badi kharabi

Kuchh tumko ho gaya to hogi badi kharabi

Dil mein hi mujhko rakhna
Aankhon mein na basana
Aankhon ki is gali mein
Hai ik sharaab khana
Dil mein hi mujhko rakhna
Aankhon mein na basana
Aankhon ki is gali mein
Hai ik sharaab khana
Main is taraf gaya to ho jaaunga sharabi
Kuchh tumko ho gaya to hogi badi kharabi
Kuchh tumko ho gaya to hogi badi kharabi

Aankhein bichha di maine, rasta tumhara roka
Phir kab milega jaane itna haseen mauka
Aankhein bichha di maine, rasta tumhara roka
Phir kab milega jaane itna haseen mauka
Fursat bhi hai zara si mausam bhi hai gulabi
Tumhein dil mein band kar loon
Dariya mein phenk doon chaabi
Tumhein dil mein band kar loon
Dariya mein phenk doon chaabi

Nazron ne pyar bheja, dil ne salam bheja
Nazron ne pyar bheja, dil ne salam bheja
Ulfat mein dil ne dil ko arre aise payam bheja
Jaise kisi ko koi likhta hai khat jawaabi
Tumhein dil mein band kar loon
Dariya mein phenk doon chaabi
Tumhein dil mein band kar loon
Dariya mein phenk doon chaabi

Mujhe dil mein band kar lo
Dariya mein phenk do chaabi
Mujhe dil mein band kar lo
Dariya mein phenk do chaabi
Kuchh tumko ho gaya to hogi badi kharabi
Tumhein dil mein band kar loon
Dariya mein phenk doon chaabi
Tumhein dil mein band kar loon
Dariya mein phenk doon chaabi

Lata Mangeshkar, লতা মঙ্গেশকর, لاتا مانجيشكار ,लता मंगेशकरी, لتا منگیشکر

 

Lata Mangeshkar (born as Hema Mangeshkar; 28 September 1929 – 6 February 2022) was an Indian playback singer and occasional music composer. She is widely considered to have been one of the greatest and most influential singers in India.Her contribution to the Indian music industry in a career spanning eight decades gained her honorific titles such as the “Queen of Melody”, “Nightingale of India”, and “Voice of the Millennium”.

Lata recorded songs in over thirty-six Indian languages and a few foreign languages, though primarily in Marathi, Hindi, and Bengali.Her foreign languages included English, Indonesian, Russian, Dutch, Nepali, and Swahili. She received several accolades and honors throughout her career. In 1989, the Dadasaheb Phalke Award was bestowed on her by the Government of India.

In 2001, in recognition of her contributions to the nation, she was awarded the Bharat Ratna, India’s highest civilian honour; she is only the second female singer, after M. S. Subbulakshmi, to receive this honour.France conferred on her its highest civilian award, Officer of the National Order of the Legion of Honour, in 2007.

She was the recipient of three National Film Awards, 15 Bengal Film Journalists’ Association Awards, four Filmfare Best Female Playback Awards, two Filmfare Special Awards, the Filmfare Lifetime Achievement Award and many more. In 1974, she was one of the first Indian playback singers to perform at the Royal Albert Hall in London, UK. Her last recorded song was “Saugandh Mujhe Is Mitti ki” released on 30 March 2019 as a tribute to the Indian Army and the Nation.

At one point, she appeared in the Guinness World Records, which listed her as the most recorded artist in history between 1948 and 1987.

 

Read More :

Exit mobile version