Music Gurukul, GOLN

Panchhi Sur Mein Gaate Hain Lyrics | Sirf Tum | Udit Narayan | 1999

Panchhi Sur Mein Gaate Hain

“Panchhi Sur Mein Gaate Hain” is a song from the 1999 movie Sirf Tum. The song is beautifully rendered by Udit Narayan. The lyrics are penned by Sameer, and the music is composed by the duo Nadeem–Shravan.

Song Details:

 

Panchhi Sur Mein Gaate Hain Lyrics :

Panchhi sur mein gaate hain,
Bhanwre gungunaate hain,
Ghunghru bajaati hai hawa,
Aise muskurati hai,
Yoon fiza bulaati hai,
Jaise ho yeh meri dilruba.

Panchhi sur mein gaate hain,
Bhanwre gungunaate hain.

Ghunghru bajaati hai hawa,
Aise muskurati hai,
Yoon fiza bulaati hai,
Jaise ho yeh meri dilruba.

Dekho kya ghanere,
Oonche oonche parbaton ke saaye hain,
Chal ke, yoon machal ke, rang badal ke,
Humse milne aaye hain.

Ho dekho kya ghanere,
Oonche oonche parbaton ke saaye hain,
Chal ke, yoon machal ke, rang badal ke,
Humse milne aaye hain.

Khushbu hai baharon ki,
Masti hai nazaron ki,
Sabke dil pe chhaya hai nasha,
Arre aise muskurati hai,
Yoon fiza bulaati hai,
Jaise ho yeh meri dilruba.

Panchhi sur mein gaate hain,
Bhanwre gungunaate hain,
Ghunghru bajaati hai hawa,
Aise muskurati hai,
Yoon fiza bulaati hai,
Jaise ho yeh meri dilruba.

Naiya bin khivaiya,
Jaane kaise saahilon pe aati hai,
Dhara is nadi ki har kisi ko,
Ik din to milaati hai.

O.. naiya bin khivaiya,
Jaane kaise saahilon pe aati hai,
Dhara is nadi ki har kisi ko,
Ik din to milaati hai.

Sachchi yeh kahani hai,
Paani zindgaani hai,
Saare jag ko hai yeh pata,
Ho aise muskurati hai,
Yoon fiza bulaati hai,
Jaise ho yeh meri dilruba.

Panchhi sur mein gaate hain,
Bhanwre gungunaate hain,
Ghunghru bajaati hai hawa,
Aise muskurati hai,
Yoon fiza bulaati hai,
Jaise ho yeh meri dilruba.

Jaise ho yeh meri dilruba,
Jaise ho yeh meri dilruba,
Jaise ho yeh meri dilruba.

Exit mobile version