Music Gurukul, GOLN

Mera Dard Tum Na Samajh Sake Lyrics | Sonu Nigam | Bewafa Sanam | 1993

Mera Dard Tum Na Samajh Sake

Mera Dard Tum Na Samajh Sake is a Hindi song from the 1993 film Bewafa Sanam, featuring the talented Sonu Nigam as both singer and actor. The song was released on 1st January 1993 under the T-Series music label and has a duration of 5 minutes.

The music for this heartfelt track is composed by Nikhil–Vinay, while the lyrics are beautifully written by Bhushan Das.

Song Credits:

 

Mera Dard Tum Na Samajh Sake Lyrics :

Mera dard tum na samajh sake,
Mujhe sakht iska malaal hai.
Zara phir samajh kar jawaab do,
Zara phir samajh kar jawaab do,
Meri zindagi ka sawaal hai.
Mera dard tum na samajh sake.

Main ye dil ke zakhm ko dekh kar,
Kabhi hasta hoon, kabhi rota hoon.
Main ye dil ke zakhm ko dekh kar,
Kabhi hasta hoon, kabhi rota hoon.

Mujhe dushmanon se gila nahin,
Mujhe dushmanon se gila nahin,
Mere doston ki yeh chaal hai.
Zara phir samajh kar jawaab do,
Meri zindagi ka sawaal hai.
Mera dard tum na samajh sake.

Aa zamane faisla kar mera,
Zara paas aake tabahi ka.
Aa zamane faisla kar mera,
Zara paas aake tabahi ka.

Main ghamon ka jeeta saboot hoon,
Main ghamon ka jeeta saboot hoon,
Woh khushi ki zinda misaal hai.
Zara phir samajh kar jawaab do,
Meri zindagi ka sawaal hai.
Mera dard tum na samajh sake.

Yahaan aansu hain meri laash par,
Wahaan teri doli pe hai khushi.
Yahaan aansu hain meri laash par,
Wahaan teri doli pe hai khushi.

Yahaan zindagi to sawaal hai,
Wahaan zindagi to kamaal hai.

Zara phir samajh kar jawaab do,
Meri zindagi ka sawaal hai.
Mera dard tum na samajh sake,
Mera dard tum na samajh sake.

Exit mobile version